Bharat me paise ka udbhav or vikash? Paise ka udbhav kese huva?
Paise ka udbhav or vikash
Bharat me pahle ke samay me kisi bhi chij vastu ko kharidane ke liye ak sahi mapdand nahi tha jese aaj ki time me paise h.
Satapratha
Purane jmane me saman ke badle me koi dusra saman deke chij vastu ko kharidte the jese mere ko gehu chahiye to me mere pas chaval to me chaval dekar gehu le lunga ese sata prath kahte hai
Parntu Satapratha me ak di kat hone lagi ab mujhe chaval dekar gehu lena hai par samne vale ko gehu ke badle me bajra chahiye esi samasy hone lagi jis vajh se logo ko ak accha vikalp chahiye tha .
Phir dire dhire janvro ko vyaparme lene lage jese koi chijya vastu kharid ne pe aap apne kisi paltu (dudharu) jnavar avej me de sakte ho.
Nukasan(samsya)
Agar aap aap kisi bhi chij ke badleme koi or chij lete ho to uska sangrh karna bhot muskil tha use life time nahi rakh sakte the
Ex. Aape mujse daal ke badleme gehu liya or gehu 1 sal badme kharab ho Gya to aapko to nukasan ho gya
Ex. Mene 200 kg bajre ke badleme ak gay mili or vo gay kisi bhi karan vas bimar ho ke mar jati h to usme mera bhot nukasan hota h nahi to me use dekar muje jobhi chij chaahiye thi vo le sakta tha
Bharat me paise ka udbhav Hello friends aap ko jankari pasand aaye to hmari website par bne rahiye
Fir bharat me chandi ke,sone ke mohor ka chalan aaya or ye ak acha vikalp tha logo ke paas jise log kisi bhi chij ko kharid ne ke liye aapko chandi ke sike do or saman kharido koi bhi chij becho oe sike lo.
Esi tarh thire theri paise ka udbhav or vikash huva pesa kabhi bhi marta nahi he uski fiks velyu he or sahi mapdand bhi
To ye thi saral bhasa me rupees ke udbhav or vikash ki history
Post Comment